Videos, Photos ko Hide Kaise Kare(Bina Kisi App Ke)


Dosto Humare aaj is post hum aapko batane jaa rahe ki aap bina kisi android software ke aap koi bi file jaise Videos,Photos aur personal files ko aap chupa(hide) kar sakte hai. Ji hai aap bina kisi hider app, locker ke bina hi aap chupa sakte hai.

Jaise hum sabi ke mobile me kuch aisi files hoti hai jisko hum kisi aur dikana nahi nahi chahte. Iske liye hume kuch android software/locker ko install karna padta hai.

Chaliye hum is parkriya ko vistaar se samjaate hai..


  • Sabse pahle jis file ko aap hide karna chahte hai woh sabi files ek folder naya banakar usme daal de, Taaki ek hi baar me saara files hide ho jaaye.
  • File Manager me jaaye.
  • Jis Folder me Files hai us folder ko Long Press kare aur rename kare. File name se ek .(dot) laga le
    Eg - Jaise agar folder ka naam Videos hai toh usme .videos rename karde.
  • Bas aapka File hide ho gay.
  • Ab agar chahte hai hide kiya file ko dekhna toh file manager me jaakar 3 dot milega usme click kare and Show Hidden File me click kare aapko files show ho jayega.
Agar Aap Video Ke jariye jaankari lena chahte hai toh yaha Click kare....


Aasha karta hu di hui jaankari aapko help  me aayega, yadi aap kuch sujav dena chahte hai toh comment jarur kare....

tags - kaise hide kare videos bina app ke, how to hide photos in hindi, tips for hide images, videos ko kaise hide kare, videos ko kaise chupaye mobile se. folder lock for mobile
Previous
Next Post »